Перейти к содержимому

Khatushyam में Rose🌹 Ban?😲|| इत्र से दर्शन का सच|| सालासर बालाजी धाम यात्रा|| खाटू श्याम यात्रा 2026

Avinaash vloger

0:00 / 0:00

Khatushyam में Rose🌹 Ban?😲|| इत्र से दर्शन का सच|| सालासर बालाजी धाम यात्रा|| खाटू श्याम यात्रा 2026

125 просмотров · 4 дн. назад
Avinaash vloger
184 подписчика
125 просмотров · 4 дн. назад
Jai Shree Shyam 🙏 Jai Balaji Maharaj 🙏 Doston aaj ke is vlog me hum gaye the Delhi se Khatu Shyam Ji ke darshan ke liye aur wahan ek nayi baat pata chali jo aap sabko pata honi chahiye. Khatu Shyam Mandir me ab Gulab (Rose) le jana mana hai? Andar sirf Itra se darshan ho rahe hain, bahar phoolon ki tokriyaan bik rahi hain. Is video me maine pura sach dikhaya hai. Is vlog ki sabse khaas baat - Isme pehli baar Mummy ki awaaz me dubbing hai ❤️ Aur Khatu Shyam Ji ke baad hum gaye Salasar Balaji Dham, jahan Sankat Mochan Balaji Maharaj ke darshan kiye. Agar aap bhi Khatu Shyam Yatra ka plan bana rahe hain to ye video aapke liye bahut important hai. 📍 Yatra Route: Delhi to Khatu Shyam Ji to Salasar Balaji Dham 🙏 Video me kya hai? 00:00 - Delhi se Yatra Shuru 00:45 - Khatu Shyam Toran Dwar Entry 01:30 - Khatu Mandir Me Rose Ban Ka Sach? Bahar Bik Raha Hai Andar Mana Hai? 02:30 - Itra Se Divya Darshan 04:00 - Salasar Balaji Dham Yatra 05:30 - Ghar Wapsi Aur Chai Nashta Aapka ek Like aur Subscribe hamare liye bahut bada aashirwad hai. Jai Shree Shyam, Jai Salasar Balaji #khatushyam #salasarbalaji #khatushyamyatra #khatushyamdarshan --- #khatushyam, #khatushyamyatra2026, #khatushyamdarshan, #khatushyammandir me gulab kyu mana hai, khatu me rose ban, khatu shyam me itra, salasar balaji, salasar balaji dham, salasar yatra, delhi to khatu shyam, avinash blogger