Fazael-e-Ahlulbayt ya Tableegh-e-Deen? | Maqsad-e-Mimbar Part 1 | Ghaur Talab Ep 8
Ghaur Talab и FAJR MEDIA
0:00 / 0:00
Fazael-e-Ahlulbayt ya Tableegh-e-Deen? | Maqsad-e-Mimbar Part 1 | Ghaur Talab Ep 8
809 просмотров · 8 дней назад
Ghaur Talab и FAJR MEDIA
809 просмотров · 8 дней назад
Fazael-e-Ahlulbaytؑ aur Tableegh-e-Deen kya ek doosre se alag hain?
Maqsad-e-Mimbar ke is pehle hissa mein guftagu hai ke mimbar-e-Hussaini ka maqsad kya hai. Kya majlis mein sirf fazael aur masaib hone chahiye, ya Ahlulbaytؑ ki taleemat, deen ki samajh aur amal ki rehnumai bhi mimbar ka hissa hain?
Is episode mein fazael aur tableegh ke ta‘alluq, fazael se ma‘rifat aur amal tak ke safar, aur ghair-e-Ma‘soom buzurgon aur ulama ka zikr kis maqsad se kiya ja sakta hai, in sawalon par baat hoti hai.
مقصدِ منبر: صرف فضائلِ اہلِ بیتؑ یا تبلیغِ دین؟
Maqsad-e-Mimbar | Part 1
Ghaur Talab | Episode 8
Aap ke nazdeek mimbar ka asal maqsad kya hai? Comment mein apni raaye likhiye. Agle episodes ke liye Ghaur Talab ko subscribe karein.
#ghaurtalab #ahlulbayt #shia #MaqsadEMimbar #MimbarEHussaini