एक Pot में कितने Bougainvillea Plants लगा सकते हैँ ? 🌸
Oxygen Garden Corner... и ещё 10
0:00 / 0:00
एक Pot में कितने Bougainvillea Plants लगा सकते हैँ ? 🌸
1 734 просмотра · 11 дней назад
Oxygen Garden Corner... и ещё 10
1 734 просмотра · 11 дней назад
Kya ek hi bade pot mein 2-3 ya usse bhi zyada Bougainvillea plants lagaye ja sakte hain? 🌸
Aaj ke video mein main aapke isi sawaal ka jawab apne garden ke real example ke saath share kar rahi hoon.
Ek pot mein multiple Bougainvillea lagane ke fayde aur kuch limitations kya hain, plants ki growth aur root space par kya effect pad sakta hai, aur agar aap ek saath multiple plants grow karna chahte hain to kin baaton ka dhyan rakhna chahiye—sab kuch is video mein discuss kiya hai.
Saath hi, main apni stem cuttings ka example bhi dikhaungi ki kaise chhoti rooted cuttings ko ek saath grow karke baad mein suitable season mein alag plants ke roop mein लगाया जा सकता है।
Agar aapke paas bhi Bougainvillea se related koi sawaal hai, to comment karke zaroor batayein. ❤️
#Bougainvillea #BougainvilleaCare #BougainvilleaTips #GardeningTips #ContainerGardening #FloweringPlants #GardenTips #OxygenGardenCorner