Peer Syed Muhammad Zeeshan ul Mujtaba shah | Jarey Mast ne Kamli waley de | Mahfil Naat Faisalabad
Shoukat jamil Mastana
0:00 / 0:00
Peer Syed Muhammad Zeeshan ul Mujtaba shah | Jarey Mast ne Kamli waley de | Mahfil Naat Faisalabad
3 414 просмотров · 6 л. назад
Shoukat jamil Mastana
6,99 тыс. подписчиков
3 414 просмотров · 6 л. назад
Salana Mahfile naat Faisalabad 2020, zire sadarat peer syed zeeshan ul mujtaba, Ek Sahabi Ko Mushrikaan-e-Makka Ne Giraftaar Kiya Aur Faansi Deney Ka Irada Kiya!! Kaha Ke: “Imaan Chorr Do Warna Faansi De Di Jayegi!!” Uss Sahabi Ne Kaha: “Imaan Tou Nahi Chorr Sakta! Faansi Chaho Tou De Do!!” Wo Kahne Lage Ke: “Accha Chalo Tumko Muaf Kar Dete Hai, irf Tum Apne Rasool Ko Gaali De Do,Tou Uss Sahabi Ne Jawaab Diya Ke: Mere Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Bura Bhala Kehna Tou Door, asool’Allah Ko Kaanta Bhi Chubh Jaye Wo Tasawwur Bhi Nahi Kar Sakta Mai ,umko Jo Chahey Mere Sath Karna Hai Karo.ur Unko Faansi De Di Gayi Aur Shaheed Kar Diya Gaya …ou Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Itteba Aur Mohabbat Kaisi Thi Sahaba Ke Zindagi Me! Ke Rasool’Allah Ko Kaanta Bhi Chubh Jana Mohal Tha Unke Liye ,Lekin Aaj Itteba-e-Rasool, alma-e-Rasool Padhkar Aaj Tamam Zindagi Ke Shobey Hum Uske BarKhilaaf Jaatey Hai.ur Sahaba Ka Wo Jasba Tha Ke Unki Jindagi Ka Koi Shoba Sunnat Se Khaali Na Tha.aa! Agar Koi Baat Maloom Na Thi Tou Wo Tehqeek Kar Letey, Dusro Se Puch Letey Aur Apni Islah Kar Letey ,ihaja Hume Bhi Chahiye Ke Apne Zindagi Ke Tamam Shobo Me Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Itteba, Farmabardari Ko Lazim Aur Farz Jaaney …Insha’Allah-Ul-Azeez Allah Ta’ala Hume Parhne Sun’ne Se Zyada Amal Ki Taufiq Dey