Перейти к содержимому

Dream Catch ya Painful Start? 😱🎣 Pehle din hi haath vench mein aa gaya! | S02-EP01

Pakistani Ocean Fishermen

0:00 / 0:00

Dream Catch ya Painful Start? 😱🎣 Pehle din hi haath vench mein aa gaya! | S02-EP01

1 957 просмотров · 8 мес. назад
Pakistani Ocean Fishermen
2,04 тыс. подписчиков
1 957 просмотров · 8 мес. назад
Season 2 ka shuruaat bohat hi zabardast rahi! 🎉 Pehle hi din itni sari Tuna pakar li — Alhamdulillah! 🙏🎣 Lekin khushi ke saath ek unexpected moment bhi aa gaya… mera haath vench mein aa gaya jisse mujhe chot lag gayi. 😰 Is episode mein aap dekhenge: ✔️ Pehle din ka full fishing action ✔️ Heavy Tuna catch 🐟 ✔️ Boat par real struggle ✔️ Aur woh moment jab haath zakhmi ho gaya Yeh sirf ek fishing vlog nahi, balkay mehnat, risk aur shukar ka safar hai. 💪✨ Agar aapko fishing, sea life aur real adventure pasand hai to video ko end tak zaroor dekhein! 👉 Like karein, comment karein aur channel ko subscribe karein taake Season 2 ke aur episodes miss na ho! 🔔 #FishingVlog #TunaFishing #SeaLife #Season2 #BoatLife #Adventure #Alhamdulillah #pakistanioceanfishermen #azharsharif #arabiansea #indianoceanfishermen #fishing #fishingboat #fishingship