Reshedar Shami Kabab Recipe | Bakra Eid Special Shami Kabab | Mutton Shami Kabab | Basma Kitchen
Basma Kitchen
0:00 / 0:00
Reshedar Shami Kabab Recipe | Bakra Eid Special Shami Kabab | Mutton Shami Kabab | Basma Kitchen
28 просмотров · 2 дн. назад
Basma Kitchen
13 подписчиков
28 просмотров · 2 дн. назад
Assalam-o-Alaikum! Welcome to Basma Kitchen - Muskurahat Wali Rasoi 🥰
Aaj main aapke liye layi hu Bakra Eid Special Reshedar Shami Kabab ki recipe jo bilkul naram, juicy aur andar se reshe wali banegi! Ye kabab kabhi nahi tootenge - mera ye wala secret tarika zaroor try kijiye!
VIDEO ME DEKHIYE:
00:00 - Intro
00:45 - Chana Daal Bhigona
01:30 - Keema aur Daal Galana
04:15 - Masala Peesna - Important Step
06:00 - Kabab Me Masala Milana
07:30 - Perfect Shape Kaise De
08:45 - Talne Ka Tarika
Ingredients / Samagri:
Daal + Keema Galane Ke Liye:
Mutton / Beef Keema - 500 gm
Chana Daal - 150 gm (1 cup, 2 ghante bhigi hui)
Pyaz - 1 bada
Adrak - 1 inch
Lehsan - 10 jaway
Sabut Lal Mirch - 8
Laung 4, Choti Elaichi 4, Badi Elaichi 1, Dalchini 1 tukda, Kali Mirch 10 dane
ya pisa garam masala
Namak - 1 tsp
Pani - 1.5 glass
Kabab Banane Ke Liye:
Hara Dhaniya, Pudina, Hari Mirch 3-4
Pyaz - 1 barik kati (paani nichod kar)
Anda - 1
Bhuna Jeera Powder - 1 tsp
Garam Masala - 1/2 tsp
Nimbu - 1
Basma ki 3 Tips Kabab Na Tootne Ki:
1. Daal ka paani pura khushk karein
2. Masala peeste time paani bilkul na dalen
3. 15 min fridge me rakhein
Aapko ye recipe kaisi lagi? Comment me "MashaAllah" zaroor likhiye!
👍 Video ko LIKE & SHARE kijiye
🔔 SUBSCRIBE karke Bell Icon dabaiye
📸 Instagram: Basma Kitchen
Try karke mujhe tag kijiye!
#BasmaKitchen #ShamiKabab #MuskurahatWaliRasoi