Gali k Us Paar | Dastan -e- Muhabbat ❤️🩹💔
My story que
0:00 / 0:00
Gali k Us Paar | Dastan -e- Muhabbat ❤️🩹💔
588 просмотров · 7 дней назад
My story que
61 подписчик
588 просмотров · 7 дней назад
Ek hi gali mein rehne wale do dil, jo ek doosre ke liye sab kuch qurbaan karne ko tayyar thay. Magar mohallay ki baatein, ghar walon ki nafrat aur halaat ki majbooriyon ne unki mohabbat ko aise mod par la khara kiya jahan se wapsi mumkin na rahi. Ek maa ki aakhri khwahish poori hui, magar do zindagiyan hamesha ke liye badal gayin. Kya mohabbat waqai haar gayi, ya halaat jeet gaye?