Train Journey with Baby 👶🚆 | Kolkata to Malda Family Vlog | Part 1
Sushi's World
0:00 / 0:00
Train Journey with Baby 👶🚆 | Kolkata to Malda Family Vlog | Part 1
279 просмотров · 6 дн. назад
Sushi's World
513 подписчиков
279 просмотров · 6 дн. назад
Our Kolkata to Malda train journey with baby Adu! 👶🚆❤️
Hello everyone! Welcome back to Sushi’s World and another episode of 90’s Mom Diary! 🥰
Iss baar hum nikle Kolkata se Malda, Adu ko lekar, mere brother-in-law ki engagement aur registry attend karne! 💍❤️
Baby ke saath train journey ka experience kaisa raha? Yeh aapko dekhne ko milega iss family travel vlog mein!
Journey ki shuruaat hui ek funny moment ke saath, jab ghar mein sab face mask laga rahe the aur Adu bade dhyaan se sabke chehre dekh raha tha! 😂
Phir shuru hua hamara safar…
🚆 Kolkata se Sealdah station
🌧️ Baarish ke beech travelling
👶 Adu ke saath train journey
🍱 Train mein ghar ka bana khana
❤️ Family ke saath beautiful moments
📍 Finally Malda pahunchna
🏨 Hotel arrival
Yeh toh bas hamari journey thi! Engagement aur registry ki celebrations lekar aaungi Part 2 mein! 💍✨
Aapne kabhi apne baby ke saath train mein travel kiya hai? Apna experience comments mein zaroor share karna! ❤️
Agar video achhi lage toh LIKE, SHARE aur SUBSCRIBE zaroor karna!
Lots of love,
Sushi ❤️
YouTube: Sushi’s World
Series: 90’s Mom Diary
#TrainJourneyWithBaby #KolkataToMalda #FamilyTravelVlog #SushisWorld #90sMomDiary