Перейти к содержимому

❤️‍🔥 Qurban — Episode 41 | Mohabbat, Shikayat Aur Kuch Adhoore Ehsaas “ Mehar & Aarohi

꧁༒༺ Ishq ki door ༻༒꧂🧿

0:00 / 0:00

❤️‍🔥 Qurban — Episode 41 | Mohabbat, Shikayat Aur Kuch Adhoore Ehsaas “ Mehar & Aarohi

6 287 просмотров · 3 дн. назад
꧁༒༺ Ishq ki door ༻༒꧂🧿
5,58 тыс. подписчиков
6 287 просмотров · 3 дн. назад
Raat ke 1 baje Mehar, Aarohi ke ghar pahunchti hai kyunki Aarohi uski calls ignore kar rahi hoti hai. Aarohi ke kamre mein Mehar uske kareeb baithkar apne dil ki baat kehti hai. Aarohi ko apni yaad aane ki baat maante hue Mehar use pyaar se apne paas kheenchti hai aur uske gaal par ek soft kiss karke poochti hai ki woh uski calls kyun ignore kar rahi thi. Dono ke beech kuch khoobsurat aur emotional pal guzarte hain. Subah ke 4 baje Mehar wahan se chali jaati hai, lekin apne peeche kai sawaal aur ehsaas chhod jaati hai. ❤️ Dusri taraf, Nidhi hospital mein Ridhi se milne aati hai. Aanya aur Vaidehi ke beech bhi jealousy, narazgi aur chhupi hui mohabbat ka silsila jaari rehta hai. Dono ke rishte mein aage kya hoga, kya Aanya apni feelings samajh paayegi aur kya Vaidehi uske dil ki baat jaan paayegi 💔 Qurban Episode 41 mein dekhiye pyaar, shikayatein, jealousy aur dil ko chhoo lene wale romantic moments. #Qurban #QurbanEpisode41 #GLLoveStory #LesbianLoveStory #MeharAarohi #AanyaVaidehi #RidhiNidhi #HindiLoveStory #RomanticStory #EmotionalLoveStory #RimDhariya