ये है असली देहाती फिशिंग 🐟| Traditional Village Fishing | Mud Fishing |
RKji
0:00 / 0:00
ये है असली देहाती फिशिंग 🐟| Traditional Village Fishing | Mud Fishing |
34 862 просмотра · 8 месяцев назад
RKji
77,1 тыс. подписчиков
34 862 просмотра · 8 месяцев назад
ये है असली देहाती फिशिंग 🐟| Traditional Village Fishing | Mud Fishing |
About This Video:-
Is video ke andar aapko Bankishol gaon ke kuchh logo ke dwara gaddha se machhli pakadte huye dekhne ko milega is gaddhe mein kaun kaun si machhli mili-
cheng machhli (Ceylon Snakehead)
garai machhli ( Snakehead fish)
spiny eel fish
mud eel fish aur ( kuchiya machhli)
Flap shell turtle yaani kachhua bhi mile wo bhi do do , jinko baad mein chhod diya gaya .
Chhota sa gaddha mein 4 kg ke aas paas machhli mile jo ki aascharya ki baat hai
Aapko gaon ke logo ki deshi fishing pasand hai to ye video aapke liye hai
Disclaimer:-
Is video mein dikhaya gaya kachhua kisi bhi prakar se becha, rakha ya nuksaan nahi pahunchaya gaya.
Use sirf awareness aur rescue ke uddeshya se dikhaya gaya hai aur baad mein uske natural habitat mein chhod diya gaya
Your Queries:-
Pure dehati fishing
Khet fishing
Gaon walon ka machhli pakadne ka tarika
Mud eel fishing
Garai machhli pakadne ka tarika
Catching fish in hindi
Making a fishing youtube channel
Machhli pakadne wali video
Machhli pakadte samay saamp
Mud fishing
Hashtags:-
#rkji #villagefishing #mudfishing #traditionalfishing #khetfishing #Indianfishing #localfishing