माँ कामाख्या में तांत्रिक साधना का असली रहस्य | Tantra Se Kismat Badal Sakti Hai ? Exposed Everthing
AdornTalks हिंदी Podcast
0:00 / 0:00
माँ कामाख्या में तांत्रिक साधना का असली रहस्य | Tantra Se Kismat Badal Sakti Hai ? Exposed Everthing
2 274 просмотра · 4 дня назад
AdornTalks हिंदी Podcast
668 тыс. подписчиков
2 274 просмотра · 4 дня назад
TO GET FEATURED ON AdornTalks Mail at
adorntalks@gmail.com
Acharya Anil Sharma Ji Se Judein
Instagram - https://www.instagram.com/acharya_ani...
Phone No. - 9599205208, 9636010099
Connect with Varun Wadhwa:
/ varunwdhwa
/ konhaivarun
Join AdornTalks Community:
https://chat.whatsapp.com/CGzBqaNYTQH...
To Know More About MILAV -
Agar Aap Humari Aane Wali Trips 🚉 Ke Baare Mein Detail Mein Jaanna Chahte Hain
Toh Neeche Diye Gaye WhatsApp link par Click karein 📲👇
👉 https://wa.me/917428815559
Whatsapp No. - 7428815559
Wahan bas Message karein aur jo STEPS mention kiye gaye hain, unhe Follow karein.
MILAV ki Team aapko poori process mein assist karegi. 🤝
E-MAIL ID - milavbyadorn@gmail.com
INSTAGRAM - / milavbyadorn
--------------------------------------------------------------------------------
Aaj ke iss AdornTalks Hindi Podcast mein humare saath hain Acharya Anil Sharma Ji. Woh astrologer hain aur Kundli Reading, Palm Reading, Face Reading aur Photo Reading karte hain.
Iss conversation mein Acharya Anil Sharma Ji ne Tantra ka arth, Tantra ko lekar logon ke dar aur bhram, Maa Kamakhya ki sadhana, Ambubachi Mela aur Vashikaran jaise topics par apne vichaar aur anubhav share kiye. Unhone Tantra ke sahi istemaal, fake tantrik se bachne aur zindagi ki alag-alag pareshaniyon mein milne wali guidance par bhi baat ki.
Podcast mein kundli, hast rekha, tantra sadhana aur Maa Kamakhya se jude kai dilchasp kisse sunne ko milenge. Video ko end tak dekhiye aur apne vichaar comment mein zaroor batayein.
Timestamps:
00:00 Introduction | Tantra Kya Hai?
02:09 Tantra Special Podcast Introduction
04:18 Tantra Se Log Kyun Darte Hain?
05:00 Tantra Kya Hai? Agam, Yamal aur Mukhya Tantra
05:32 Tantra Ka Sahi Istemaal: Kisi Ka Bura Karne Ke Liye Nahi
06:52 Canada Mein Family Par Kala Jadoo Ka Shak
10:00 Ped Mein Chhupi Keel Se Business Par Tantra Ka Asar
13:01 Tantra Kriya Ke Baad Business Mein Sudhaar
14:08 Tantra Ki Shakti Bhagwan Se, Dikhave Se Nahi
18:19 Khandani Tantra Vidya aur Maa Kamakhya Mein Guru Se Deeksha
20:22 Maa Kamakhya Mandir aur Ambubachi Mela Ka Mahatva
24:07 Maa Kamakhya Ke Baad Uma Shankar Mandir Ke Darshan Kyun?
27:48 Santaan Sukh Mein Rukawat: Kundli, Hast Rekha aur Tantra
37:32 Vashikaran Kya Har Kisi Ko Mila Sakta Hai?
40:04 Sehat Ki Pareshani aur Jadu Tona Ka Shak: Ek Kahani
41:27 Tantra Kya Hai? Shiv Ji Se Juda Iska Arth
42:30 Samay Zyada Balwaan Hai Ya Insaan?
44:15 Tantrik Ke Gehno aur Mala Ka Kya Mahatva Hai?
45:59 Pagdi Pehenne Ka Niyam aur Tantra Sikhane Se Inkaar
47:22 Kya Har Kisi Ko Tantra Seekhna Chahiye?
48:16 Bhasmasur Ki Kahani aur Mohini Vashikaran
52:06 Mohini Vashikaran Ka Sahi Istemaal
52:37 Fake Tantrik Se Kaise Bachein? Pehle Verify Karein
53:12 Kundli, Hast Rekha aur Alag-Alag Problems Par Guidance
53:48 Guest Experience aur Podcast Closing
54:10 The End
Agar aapko yeh episode pasand aaya ho, toh video ko Like karein, apne thoughts comment mein share karein aur AdornTalks channel ko Subscribe karein. Aapke support se hum aapke liye aise hi aur achhe podcast episodes laate rahenge.