Перейти к содержимому

Voter ID Card Apply Online 2026 | Sirf Aadhaar Card Se Voter ID Kaise Banaye

Sarkari Nova

0:00 / 0:00

Voter ID Card Apply Online 2026 | Sirf Aadhaar Card Se Voter ID Kaise Banaye

102 просмотра · 2 недели назад
Sarkari Nova
84 подписчика
102 просмотра · 2 недели назад
Voter ID Card Online Apply 2026 | Sirf Aadhaar Card Se Voter ID Kaise Banaye | New Rules Dosto, aaj ki is video me maine aapko bataya hai ki kaise aap 2026 me naya Voter ID Card online apply kar sakte hain. Ab Election Commission ke naye niyamo ke mutabiq aap sirf apne Aadhaar Card ki madad se Voter ID Card banwa sakte hain, bina kisi parents (Mata-Pita) ke document ya Aadhaar ke! Video ko bina skip kiye poora zaroor dekhein taaki aap bina kisi mistake ke step-by-step apna Voter ID Card apply kar sakein aur aapka card reject na ho. ---------------------------------------------------- 📌 Is Video Me Kya-Kya Cover Kiya Gaya Hai: • 2026 me Naya Voter ID Card apply karne ka complete process • Sirf Aadhaar Card se Voter ID Card kaise banaye • Bina Mata-Pita ke Aadhaar Card ke Form 6 kaise bharein • Document upload karte waqt kin baaton ka dhyan rakhein • Application Submit karne ke baad Reference ID se Status Track kaise karein --------------------------------------------------- 📄 Required Documents (Zaroori Documents): 1. Aadhaar Card (Age & Address Proof ke liye) 2. Passport Size Photo (White Background) 3. Active Mobile Number (OTP Verification ke liye) ---------------------------------------------------- 🔗 Important Links: • Official Voter Portal: https://voters.eci.gov.in/ #VoterIDCard #VoterIDApply2026 #NewVoterIDCard #AadhaarToVoterID #Form6Online #VoterIDNewUpdate #ElectionCommission #NVSP Portal