Перейти к содержимому

Badrinath Dham 2026 | Dharti Ka Vaikuntha

Way To India Vlogs

0:00 / 0:00

Badrinath Dham 2026 | Dharti Ka Vaikuntha

26 просмотров · 6 дн. назад
Way To India Vlogs
15 подписчиков
26 просмотров · 6 дн. назад
Namaste dosto! 🙏 ​Aaj ke is video mein hum aapko lekar chal rahe hain Shri Badrinath Dham, jo Char Dham aur Chhota Char Dham yatra ka sabse pavan hissa hai. Himalayas ki goud mein, Chamoli district (Uttarakhand) mein sthit yeh dham Bhagwan Vishnu ke Badri Vishal roop ko samarpit hai. Neelkanth Parvat ke pichhe aur shant Alaknanda nadi ke kinare basa yeh sthan ek alag hi aadhyaatmik shanti deta hai. Agar aap apni Badrinath yatra plan kar rahe hain ya ghar baithe Badri Vishal ke aashirwad lena chahte hain, toh yeh complete yatra vlog aapke liye bilkul helpful rahega. ​Video achha lage toh Like zaroor karein, apne family aur friends ke saath Share karein, aur aage aisi aur bhi teerth yatra videos ke liye channel ko Subscribe karke bell icon jarur dabaye #Badrinath #BadrinathDham #JaiBadriVishal #CharDhamYatra #UttarakhandTourism #BadrinathTemple #ManaVillage #Alaknanda #HimalayanYatra #Devbhoomi #SpiritualVlog #BadrinathDarshan