Aapi Ke Sath Bank Gayi 🏦 | Ghar Ka Kaam Aur Ammi Ki Full Safai ❤️ | Daily Vlog
Naziya qadri 790
0:00 / 0:00
Aapi Ke Sath Bank Gayi 🏦 | Ghar Ka Kaam Aur Ammi Ki Full Safai ❤️ | Daily Vlog
44 просмотра · 2 нед. назад
Naziya qadri 790
977 подписчиков
44 просмотра · 2 нед. назад
Assalamualaikum ❤️
Welcome to my new vlog! 🌸
Aaj ke vlog mein subah humne raat ki bachi hui masale wali bhujia aur roti se nashta kiya. Phir ghar mein phool gobhi aur aloo ki sabzi, chawal aur salad banaya.
Uske baad mujhe kuch kaam se Aapi ke saath bank jana tha. Maine aap sabko raste ka beautiful view, bank ke bahar ka nazara aur hotel ka view bhi dikhaya. 🚶♀️🏦 Gaadiyan lagatar aa rahi thi, isliye road cross karne mein bhi kaafi dikkat hui.
Ghar wapas aane ke baad jo sabzi adhuri
chhodkar gayi thi, use poora banaya. Phir Ammi ne ghar ki poori safai ki, bed set kiya aur pocha lagaya. 🏡✨ Aakhir mein khana bankar ready ho gaya.
Umeed hai aapko hamara aaj ka daily life vlog pasand aayega. ❤️
Video achha lage to Like, Comment, Share aur mere channel ko Subscribe zaroor karein. Aap sabka pyaar aur support mere liye bahut important hai. 🤗
Allah Hafiz ❤️
#DailyVlog #GharKaKhana #BankVlog #FamilyVlog #HomeCleaning