Fatah-e-Jerusalem — Salahuddin Ayyubi/फ़तह-ए-जेरूसलम — सलाहुद्दीन अय्यूबी
M Shafe Stories
0:00 / 0:00
Fatah-e-Jerusalem — Salahuddin Ayyubi/फ़तह-ए-जेरूसलम — सलाहुद्दीन अय्यूबी
487 просмотров · 3 дня назад
M Shafe Stories
71 подписчик
487 просмотров · 3 дня назад
Sultan Salahuddin Ayyubi, Islam ki tareekh ka sabse mahaan sipahsalar aur hukmaran, jinhon ne apni bahaduri, insaf aur qiyadat se duniya ko hairan kar diya. Is video mein hum dekhenge kaise Salahuddin Ayyubi ne Crusaders ke khilaf jang ladi, Battle of Hattin mein faisla kun jeet hasil ki, aur bالآخر 1187 mein Baitul Muqaddas (Jerusalem) ko azad kara ke tareekh mein apna naam hamesha ke liye likh diya.
Ye kahani hai ek aise sultan ki jisne na sirf talwar se balke apne kirdar aur rehem dili se dushmanon ka bhi dil jeet liya. Salahuddin Ayyubi ki Fatah-e-Jerusalem sirf ek jang nahi, balke insaniyat, sabr aur adaalat ki misal hai.
Video ko end tak zaroor dekhein aur apni raye comments mein bataye.