Перейти к содержимому

Maine Banaya 20 Teekhe Golgapp𝒆 Ka Sabse Khatarnak Game! 🥵🎲

The Alpha Gang

0:00 / 0:00

Maine Banaya 20 Teekhe Golgapp𝒆 Ka Sabse Khatarnak Game! 🥵🎲

157 просмотров · 8 дн. назад
The Alpha Gang
526 подписчиков
157 просмотров · 8 дн. назад
Welcome to the craziest challenge video! Is video mein main aur mere 5 dosto ne milkar banaya hai ek ultimate "20 Golgappe Dice Challenge"! Khel ke niyam (Rules): Sabse pehle hum sabhi dosto ne milkar 20 golgappon (5 lines, har line mein 4 golgappe) mein se apne hisab se hari mirch aur pisi hui lal mirch chhupakar daali hai. Iska matlab har line mein ek golgappa khatarnak teekha hai! Iske baad sabne ek-ek karke 1 se 20 tak ka dice ghumaya. Dice par jo bhi number aaya, wahi golgappa khana pada—chahe woh normal ho ya phir aag lagane wali teekhi mirch wala! 🥵 Kiski kismat kharab nikli aur kisne sabse zyada teekha golgappa khaya? Yeh dekhne ke liye video ko end tak zaroor dekhein! Agar aap logon ne is video par apna poora pyar dikhaya, toh hum isse bhi zyada tagde aur crazy challenges lekar aayenge! Video mein agar koi bhi mistake hui ho, toh hamein comment section mein zaroor batana, hum agli video mein use zaroor sudharne ki koshish karenge. Aur haan, jaldi se jaldi 10K subscribers ka target pura karne mein help karo aur channel ko subscribe karo! 🚀🔥 Agar video pasand aaye toh Like👍 karein, Share karein, aur subscribe🔔 karna na bhulein! #GolgappaChallenge #SpicyFoodChallenge #DiceChallenge #FunnyChallenge #TheAlphaGang #ChallengeVideo