Bain tha Sakina ka, Shaam hone wali hai
Hyder Rizvi
0:00 / 0:00
Bain tha Sakina ka, Shaam hone wali hai
7 515 просмотров · 3 г. назад
Hyder Rizvi
32,3 тыс. подписчиков
7 515 просмотров · 3 г. назад
Noha - Bain tha Sakina ka, Shaam hone wali hai
Bain tha Sakina ka shaam honay wali hai,
tum kab aaogay baba shaam honay wali hai.
Khushk hai dehan mera teen din se hoon pyasi,
Koun pani layega shaam honay wali hai.
Neend kaise aayegi aur kiske seeneaypar,
Jald aayiye baba shaam honay wali hai.
Asr ke ujale mein ghar lutake baithi hoon,
Phir na lootle aada shaam honay wali hai.
aaou mustafa aaou aaou mutuza aaou
aaou fatima zehra shaam honay wali hai