Ta‘awwuz Part 1 | أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ | Surah Fatiha Tafseer wa Tarjuma🌸🫀
Quran and Sunnah with Sameera
0:00 / 0:00
Ta‘awwuz Part 1 | أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ | Surah Fatiha Tafseer wa Tarjuma🌸🫀
14 просмотров · 2 недели назад
Quran and Sunnah with Sameera
20 подписчиков
14 просмотров · 2 недели назад
بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ 🌿
Assalamu Alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuh 🤍
Surah Fatiha — Tafseer wa Tarjuma Series mein khush aamdeed!
Is episode mein hum Ta‘awwuz ke baare mein seekhenge aur samajhne ki koshish karenge ke Qur’an ki tilawat shuru karne se pehle Allah Ta‘ala ki panah kyun maangi jaati hai.
📖 Ta‘awwuz:
أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
Tarjuma: Main Allah ki panah maangti hoon shaitan mardood se.
In Sha Allah, is series mein hum Qur’an ko samajhne aur us par amal karne ki koshish karenge.
🤍 Video pasand aaye toh like, share aur channel subscribe karein.
— Quran and Sunnah with Sameera 🌙
#Taawwuz #SurahFatiha #QuranTafseer #QuranWithMeaning #IslamicReminder #QuranAndSunnahWithSameera
#like #comment #follow #islamicreminder #quranandsunnah #deen #quran #allah #hadith #islamicshorts #tafseer