Principal Ne Gareeb Bachi Ka Naam Kaat Diya Magar Inami Taqreeb Mein Aglay Hi Pal | Urdu Kahani
Story Official
0:00 / 0:00
Principal Ne Gareeb Bachi Ka Naam Kaat Diya Magar Inami Taqreeb Mein Aglay Hi Pal | Urdu Kahani
859 просмотров · 19 ч назад
Story Official
72 подписчика
859 просмотров · 19 ч назад
Principal Ne Gareeb Bachi Ka Naam Kaat Diya Magar Inami Taqreeb Mein Aglay Hi Pal | Urdu Kahani
Pori staff ke samne principal ne kaha ke fees jama nahi hui to is bachi ka naam board exam ki list se kaat diya jayega aur ghareeb logon ko private school mein dakhla lena hi nahi chahiye. Maa aur beti khamoshi se sab sunti rahin. Raat ko beti ne rotay hue kaha, "Ammi, mujhe school nahi jana, sab mujhe aise dekhte hain jaise main chor hoon." Maa ne kuch na kaha, bas agli subah tayyar ho kar aik daftar ki taraf nikal gayi. Do mahine baad jab nateeja aaya to beti ka naam sab se upar tha. Zilai intizamiya ki taraf se inami taqreeb rakhi gayi, principal bhi stage par baitha tha, magar jaise hi mehman-e-khusoosi ko bulaya gaya, principal ke hath se mike gir para. Aakhir wo kaun thi aur maa us din daftar mein kis ke paas gayi thi? Poori kahani suniye aur sabaq hasil kijiye.
Video ko like karein, share karein aur mazeed sabaq amoz kahaniyon ke liye Story Official ko zaroor subscribe karein!
#UrduKahani #MoralStories #HeartTouchingStory #SachiKahaniyan #UrduStories #EmotionalStory