Surah Baqarah Padhne Ke Baad Meri Zindagi Badal Gayi | Dil Ko Sukoon Mila
Amber vlog
0:00 / 0:00
Surah Baqarah Padhne Ke Baad Meri Zindagi Badal Gayi | Dil Ko Sukoon Mila
7 просмотров · 6 ч назад
Amber vlog
97 подписчиков
7 просмотров · 6 ч назад
Is video mein main apna personal experience share kar rahi hoon ke Surah Baqarah ki tilawat ko apni zindagi ka hissa banane ke baad mujhe kis tarah dil ka sukoon aur Allah ke aur qareeb hone ka ehsaas hua.
Quran Majeed hamare liye hidayat aur rehnumai ka zariya hai. Surah Baqarah ki tilawat ke saath apne Rab ko yaad karna aur uski taraf rujoo karna dil ko tasalli deta hai.
Agar aap bhi Quran ki tilawat pasand karte hain, to meri is video ko zaroor dekhein aur apna experience comments mein share karein.
Allah hum sab ko Quran samajhne, padhne aur us par amal karne ki taufeeq ata farmaye. Ameen.
#SurahBaqarah #Quran #QuranKiTilawat #IslamicVideo #Allah #IslamicReminder #QuranRecitation