Wuzu Ke Baad Ye Kalma Parh Liya Karein, Jannat Ke 8 Darwaze Khul Jate Hain! 🤲✨
Molana Abdul Qudoos speeches
0:00 / 0:00
Wuzu Ke Baad Ye Kalma Parh Liya Karein, Jannat Ke 8 Darwaze Khul Jate Hain! 🤲✨
65 просмотров · 1 мес. назад
Molana Abdul Qudoos speeches
17 подписчиков
65 просмотров · 1 мес. назад
Wuzu ke baad ye mukhtasar sa amal zaroor karne ki koshish karein. Hadith-e-Pak mein is kalme ki badi fazeelat bayan hui hai. 🤲
Ashhadu alla ilaha illallahu wahdahu la sharika lahu, wa ashhadu anna Muhammadan abduhu wa rasooluhu.
Ek chhota sa amal, magar bohat badi fazeelat. Allah Pak humein Sunnat ke mutabiq amal karne aur deen ki baat doosron tak pohanchane ki taufeeq ata farmaye. Ameen. ❤️
#IslamicReminder #Hadith #Wuzu #Jannah #shortsfeed