New Skoda Kylaq का पहला और सबसे बड़ा चालान! |CaughtByPolice #kylaq_on_wheels Ghaziabad to Faridabad🚗
Kylaq_on_wheels
0:00 / 0:00
New Skoda Kylaq का पहला और सबसे बड़ा चालान! |CaughtByPolice #kylaq_on_wheels Ghaziabad to Faridabad🚗
266 просмотров · 5 дн. назад
Kylaq_on_wheels
79 подписчиков
266 просмотров · 5 дн. назад
Police Caught My Skoda Kylaq! 🚨 इतना मोटा चालान क्यों कटा?
New Skoda Kylaq का पहला और सबसे बड़ा चालान! 😭💸
@Kylaq_on_Wheels #kylaq_on_wheels 🚗🚗
Dosto, aaj ka vlog thoda pareshani wala hai. Main apni brand new Skoda Kylaq se Ghaziabad se Faridabad ja raha tha, aur raaste me UP/Haryana police ne rok kar ek bhaut bada aur mota challan kaat diya! 😭💸
Is video me maine poori incident share ki hai ki aakhir kis wajah se police ne gaadi roki, kaun sa rule break hua, aur aakhir kitne hazar ka online e-challan kata hai. Agar aap bhi Ghaziabad to Faridabad route par travel karte hain toh ye video end tak zaroor dekhna taaki aap is bhari fine se bach sakein!
Ghar se nikalne se pehle traffic rules aur highway speed limits ka dhyan zaroor rakhein. Watch the full video to know what exactly happened!
🚗🚗 Let's travel together, create together, and grow together! ❤️🤝
📩 DM me – Let's make our next journey unforgettable!
Youtube :--
/ @kylaq_on_wheels
Instagram :— https://www.instagram.com/kylaq_on_wh...
Facebook :— https://www.facebook.com/share/1EBnUX...
💬 Comment below: Aapki gaadi ka kabhi itna bada challan kata hai? Aur is route par police checking ka kya scene hai? Share your experience! 🚗🚗🚗🚗🚗🚗🚗🚗🚗🚗