बिल भी नहीं मिला… सड़क तोड़ दी! 😡 | हुआ करोड़ों का नुकसान? Bihar Reality 😞
Ritik Singh 0036
0:00 / 0:00
बिल भी नहीं मिला… सड़क तोड़ दी! 😡 | हुआ करोड़ों का नुकसान? Bihar Reality 😞
5 244 просмотра · 2 мес. назад
Ritik Singh 0036
3,68 тыс. подписчиков
5 244 просмотра · 2 мес. назад
Abhi tak road ka bill bhi nahi mila tha, aur usse pehle hi road aur side guard tod diya gaya… 😔 Aaj hum site inspection par gaye aur dekhi Bihar ki ground reality.
Aaj hum apne site inspection par gaye jahan humne gaon ke liye nayi concrete road aur bridge banwaya tha. Lekin sabse dukhad baat ye hai ki abhi tak government se uska bill bhi receive nahi hua, aur usse pehle hi gaon ke kuch bachchon ne road aur side guard todna shuru kar diya.
Is video mein aap dekhenge:
Bridge aur road ki actual condition
Kitna nuksan hua
Site inspection ka pura ground reality
Bihar ke rural infrastructure ki sachchai
Ye video kisi ko blame karne ke liye nahi, balki ek ground reality dikhane ke liye hai ki public property ko bachana kitna zaroori hai.
🙏 Agar aapko lagta hai ki public property ki raksha honi chahiye, to video ko like aur share zaroor karein.
Follow for more business & ground reality vlogs 📸 Instagram: @doublezero_36 🎥 YouTube: Doublezero_36
#Bihar #RoadConstruction #BridgeConstruction #SiteInspection #BiharReality #Infrastructure #VillageRoad #Doublezero36 #Vlog #GroundReality