Перейти к содержимому

🇵🇰 Pakistani larky ki Kahani, Hamara Mustaqbil | Ab Hum Kab Jurein Ge?

Youth for Pakistan 🇵🇰

0:00 / 0:00

🇵🇰 Pakistani larky ki Kahani, Hamara Mustaqbil | Ab Hum Kab Jurein Ge?

90 просмотров · 13 дн. назад
Youth for Pakistan 🇵🇰
99 подписчиков
90 просмотров · 13 дн. назад
🇵🇰 Pakistan Ki Halat | Meri Kahani | Ab Hum Kab Jurein Ge? Assalam-o-Alaikum dosto! ❤️ Yeh meri YouTube par pehli video hai, jismein maine apni kahani, apne khayalat aur Pakistan ke halaat ke baare mein baat ki hai. Mera maqsad kisi se nafrat phailana nahi, balkay apni baat rakhna aur logon ko ek doosre ke saath mil kar chalne ka paigham dena hai. Hum sab ka mustaqbil is mulk juda hai, aur behtari ke liye humein ek doosre ko samajhna, izzat dena aur mil kar koshish karna hogi. 🇵🇰 Aao, nafrat nahi, ittehad ko chunein. Agar aap meri baat se agree karte hain, to video ko Like karein, apni rai Comment mein dein aur Channel ko Subscribe karein. Is paigham ko doosron tak bhi pohanchayein. Pakistan Zindabad! ❤️🇵🇰