FLEETO Vihaan में हुआ बड़ा technical fault! EV लेने से पहले ये वीडियो ज़रूर देखें।
Total solution milan
0:00 / 0:00
FLEETO Vihaan में हुआ बड़ा technical fault! EV लेने से पहले ये वीडियो ज़रूर देखें।
927 просмотров · 5 мес. назад
Total solution milan
22,4 тыс. подписчиков
927 просмотров · 5 мес. назад
FLEETO Vihaan में हुआ बड़ा technical fault! EV लेने से पहले ये वीडियो ज़रूर देखें।
Hello Friends, welcome to Total Solution Milan.
Aaj is video mein hum baat karenge Electric Scooter ke ek aise bade technical problem ke baare mein jo aapki safety ke liye bahut khatarnak ho sakta hai. Maine apne Fleeto Vihaan scooter mein ek loose battery wire aur technical defect notice kiya hai, jiski wajah se koi bhi bada hadsa ho sakta tha.
Is video mein maine bataya hai:
✅ Electric Scooter lene se pehle kya check kare?
✅ Battery loose connection aur wiring problems ko kaise pehchane?
✅ Showroom service aur technical issues ka sahi solution kya hai?
Agar aap bhi EV scooter chalate hain ya naya kharidne ka soch rahe hain, toh ye video aapke liye bahut important hai. Video ko pura dekhen aur apne doston ke saath share kare taki sab log aware rahe.
Topics Covered in this Video:
Electric Scooter Technical Defect awareness
Battery terminal loose contact problem
Pre-delivery inspection (PDI) tips for EV
Safety precautions for Electric Scooter owners
Video pasand aaye toh Like kare aur technical solutions ke liye hamare channel ko Subscribe kare!
#ElectricScooter #EVSafety #TotalSolutionMilan #BatteryProblem