Masjid Quba Ki Ziyarat 🕌 Fajr Ke Baad Aayein? | Madinah Vlog
Haris Salim Dhedhi
0:00 / 0:00
Masjid Quba Ki Ziyarat 🕌 Fajr Ke Baad Aayein? | Madinah Vlog
119 просмотров · 10 дн. назад
Haris Salim Dhedhi
4,35 тыс. подписчиков
119 просмотров · 10 дн. назад
Quba Mosque Madinah ki full ziyarat: best time to visit, ladies entrance, aur Masjid Nabawi tak jane wala Quba Walkway.
Assalamualaikum! Aaj aapko Masjid Quba ki ziyarat karwata hoon. Fajr ke baad aana kyun behtar lagta hai, ladies ka entrance kis taraf hai aur ziyarat ke liye sneakers lana kyun kaam aata hai, ye sab apne tajurbe se bataya hai.
Masjid ke andar ki ziyarat ke baad Quba Walkway bhi dekha, jo Masjid Nabawi ki taraf jata hai. Phir hum nikalte hain kuch khane ki talash mein 😄
Bahar ke manzar ke saath Sahih al-Bukhari 1193 ki Hadith bhi suniye, jismein Rasoolullah ﷺ ke Masjid Quba tashreef lane ka zikr hai: https://sunnah.com/bukhari:1193
Aap Masjid Quba gaye hain? Apna tajurba comments mein batayein. Aur Madinah, Makkah aur Umrah ke safar saath dekhne ke liye subscribe kar lein.
CHAPTERS
Is Hadith par alag Short bhi hai, Arabic aur translation ke saath: • Why Visit Masjid Quba Every Saturday? 🕌 Sa... 00:00 Welcome to Masjid Quba
00:12 Inside the mosque
01:04 Masjid Quba cinematic & authentic hadith
01:54 Visiting tips & women’s entrance
02:17 Shoes & walking around
02:47 The crowds
03:01 Taxis & getting around
03:12 The walkway
03:49 Time for a bite
04:17 Food & cinematic moments
05:05 Watch more with me
MORE MADINAH ZIYARAH VIDEOS
• Madinah Al Munawwarah Ziyarah Vlogs
UMRAH VIDEOS
• Umrah 2022
FOLLOW HARIS SALIM DHEDHI
Instagram: / harissalimdhedhi
Facebook: / harissalimdhedhi
TikTok: / haris_dhedhi
The Arabic hadith narration uses an AI-generated voice with the voice owner’s permission.
#MasjidQuba #Madinah #Umrah