Перейти к содержимому

Saqlain Wajahat Banarsi ने बिहार में मचा दिया तहलका 😲 | New Naat 2026 Full Mehfil

M A FRESH MEDIA

0:00 / 0:00

Saqlain Wajahat Banarsi ने बिहार में मचा दिया तहलका 😲 | New Naat 2026 Full Mehfil

10 167 просмотров · 5 мес. назад
M A FRESH MEDIA
1,05 млн подписчиков
10 167 просмотров · 5 мес. назад
Saqlain Wajahat Banarsi ने बिहार में मचा दिया तहलका 😲 | New Naat 2026 Full Mehfil Assalamualaikum Warahmatullahi Wabarakatuh Bihar ke Vaishali (Mahnar, Sheikhpura Karnauti) me hue Urs e Makki Shah ke paak mauqe par mashhoor naat khwan Saqlain Wajahat Banarsi ne apni dilkash awaaz aur lajawab andaaz me aisi naat pesh ki ke poori mehfil jhoom uthi. Is mehfil me unhone new naat 2026 ke saath saath apne kuch mashhoor purane kalaam bhi pesh kiye, jise sun kar har shakhs par jazbaat ka aalam taari ho gaya. Unka tarannum, lehja aur roohani andaaz waqayi dil ko chhoo lene wala hai. Ulema-e-Kiram, Sho'ra, Naqeeb aur tamam samayeen ne is mehfil ko ek yaadgaar lamha bana diya. Har taraf se SubhanAllah, Mashallah ki sadaayein gunjne lagi. Agar aapko bhi beautiful naat, emotional naat, latest naat 2026 pasand hain to video ko poora zaroor dekhein, like karein aur share karein. 📌 Channel ko subscribe karein: M A FRESH MEDIA 🔔 Bell icon zaroor dabayein taake aap har nai naat aur islami video sabse pehle dekh saken. Saqlain Wajahat Banarsi new naat Bihar naat program 2026 urs mehfil naat sharif emotional naat full latest naat sharif 2026 live naat mehfil India best naat khawan 2026 heart touching naat #SaqlainWajahatBanarsi #NewNaat2026 #NaatSharif #IslamicVideo #BiharNaat #UrsMakkiShah #MehfilENaat #EmotionalNaat #Mafreshmedia #SubhanAllah #LatestNaat