😱JALKUMBHI SE GHADI AUR CHAPPAL?! | KISANO KE MELE MEIN MILA NATURE KA ANOKHA START-UP🇮🇳 #dailyvlog
Prince Tripathi Vlogs
0:00 / 0:00
😱JALKUMBHI SE GHADI AUR CHAPPAL?! | KISANO KE MELE MEIN MILA NATURE KA ANOKHA START-UP🇮🇳 #dailyvlog
45 просмотров · 10 дней назад
Prince Tripathi Vlogs
289 подписчиков
45 просмотров · 10 дней назад
😱 JALKUMBHI SE GHADI AUR CHAPPAL?! | KISANO KE MELE MEIN MILA NATURE KA ANOKHA STARTUP 🌿🇮🇳 | Prince Tripathi Vlogs #dailyvlog 18/09/2026
😱 JALKUMBHI SE GHADI AUR CHAPPAL?! 🌿🇮🇳
Aaj ka din kaafi interesting raha, kyunki main gaya जनपद स्तरीय मिलेट किसान मेला में, जहाँ mujhe mile kuch aise bhai jo nature se bani hui unique cheezein bana rahe hain! 😍🌿
JalKumbhi (Water Hyacinth) se bani ghadi aur chappal, natural gulaal, loki ka bartan saaf karne wala scrub aur khas se bane cup-plate… 😱🔥
Inka goal hai plastic ka use kam karna aur nature-friendly products ko badhava dena. 🇮🇳🌱 Saath hi, ye bhai apna startup shuru karna chahte hain, jo mujhe kaafi inspiring laga. 💡
Humein apne nature ka dhyan rakhna hai aur sustainable lifestyle ki taraf kadam badhana hai. Millets (mota anaj) ko apni diet mein shamil karna aur local, natural products ko support karna bhi ek achha vichar ho sakta hai. 🌾💚
Aaj ke vlog mein aapko milengi kuch unique cheezein, desi innovation aur nature ko bachane ka message. ❤️
Agar aapko mera daily vlog pasand aaye toh: 👍 LIKE karo 💬 COMMENT karke batao — Aap jalakumbhi se bani ghadi ya chappal use karna chahoge? 🔔 SUBSCRIBE karo — Prince Tripathi Vlogs
📍 Location: जनपद स्तरीय मिलेट किसान मेला 🎥 Vlog Date: 18/09/2026
#PrinceTripathiVlogs #DailyVlog #MilletMela #NatureFriendly #StartupIndia