Aye Mohammad aye mere Mustafa Naat | Dil Ko Choo Jane Wali Naat-e-Pak | New Islamic Naat[Msedit96]
MS Toon
0:00 / 0:00
Aye Mohammad aye mere Mustafa Naat | Dil Ko Choo Jane Wali Naat-e-Pak | New Islamic Naat[Msedit96]
122 просмотра · 7 дней назад
MS Toon
257 подписчиков
122 просмотра · 7 дней назад
ऐ मोहम्मद ऐ मुस्तफ़ा ﷺ | दुनिया की सबसे खूबसूरत ना'त शरीफ़
अस्सलामु अलैकुम,
पेश-ए-ख़िदमत है मेरी लिखी और पढ़ी हुई एक बेहद रूहानी और दिल को छू लेने वाली ना'त-ए-रसूल "ऐ मोहम्मद, ऐ मुस्तफ़ा"। उम्मीद है कि यह ना'त आपके दिल को सुकून बख्शेगी।
अगर आपको यह ना'त पसंद आए तो वीडियो को लाइक करें, अपने अज़ीज़ों के साथ शेयर करें और चैनल को ज़रूर सब्सक्राइब करें।
शीर्षक (Title): ऐ मोहम्मद, ऐ मुस्तफ़ा ﷺ
कलाम / लेखक (Lyrics & Written By): [Mohsin Siddiqui ]
आवाज़ व म्यूज़िक (Vocals & Music): AI Generated (AI निर्मित)
कॉन्सेप्ट व प्रोडक्शन (Produced By): [Mohsin Siddiqui ]
#NaatSharif #AyeMohammadAyeMustafa #NewNaat #IslamicVideo #Naat2026 #HeartTouchingNaat #UrduNaat #Naat #Dil KiDhadkanperaapkanaamhai
Mukammal Kalam / Full Lyrics:
Aye Mohammed a mere Mustafa
Dil ki dhadkan pe aapka naam hai
Main tera gunahgar ummati
Tu meri zindagi ka inaam hai
Har khata pe sharmsaar hoon main
Aye Khudaya, gunahgar hi hoon main
Phir bhi ummeed aap se hai mustafa
Aapki shafa’at hi mera aaram hai
Mohammed a mere Mustafa
Dil ki dhadkan pe aapka naam hai
Duniya ki khwahishen chhod di main ne
Ab to bas aapka hi naam kaafi hai
Qabr tak yeh zubaan bolegi
Mohammed Mohammed hi naam kaafi hai
Aye Mohammed a mere Mustafa
Dil ki dhadkan pe aapka naam hai
Aye mere Hasnain ke Nana
Mujhe aakhirat mein bhool na jaana
Main tera gunahgar ummati hu
Tu meri zindagi ka inaam hai
Kis qadar ehsaan hai aapke hum par
Hum na bhoole hain tera Taif ka woh safar
Patthar khaaye, phir bhi dua di ummat ko
Aapki rehmat hi mera aaram
Aye Mohammed a mere Mustafa
Dil ki dhadkan pe aapka naam hai