Перейти к содержимому

Jeddah Se Madina Ka Safar 🕌 | Bus Kharab Ho Gayi! 😱 | Part 1

Wanderlust Zyan

0:00 / 0:00

Jeddah Se Madina Ka Safar 🕌 | Bus Kharab Ho Gayi! 😱 | Part 1

115 просмотров · 3 дн. назад
Wanderlust Zyan
85 подписчиков
115 просмотров · 3 дн. назад
Assalamu Alaikum dosto! 🌙 Is video mein dekhiye hamara Jeddah se Madina Munawwara ka bus safar. Raaste mein kya kya hua, bus kaise kharab hui, aur phir hum Masjid Quba aur raat ke 3 baje Jabal Uhud kaise pahunche. 📍 Is video mein kya hai: Jeddah se bus ka safar Pehla rest stop Bus breakdown aur doosri bus ka intezaar Dinner stop Masjid Quba: Islam ki pehli masjid, aur 2 rakat nafl Jabal Uhud: raat 3 baje ki ziyarat Madina pahunch kar hotel 🔔 Agar video pasand aaye toh Like, Share aur Subscribe zaroor karein. Aapka ek subscribe mere liye bohot bada hausla hai. Part 2 mein hum chalenge Masjid-e-Nabawi aur Rawza Mubarak ki ziyarat par, In shaa Allah. 💬 Comment mein batayein ke aapka Madina ka safar kaisa raha, ya aap kab jaane ka plan bana rahe hain. ⚠️ Disclaimer: Is video mein di gayi maloomat meri apni samajh aur sune hue ilm par mabni hai. Agar koi baat galat ho gayi ho ya kuch reh gaya ho, toh please maaf kijiyega. Deeni masail ke liye ulama se rujoo karein. 📺 Channel: Wanderlust Zyan #JeddahToMadina #MadinaVlog #QubaMosque #JabalUhud #UmrahVlog #IslamicVlog #MadinaMunawwara #WanderlustZyan