Перейти к содержимому

Bachon Ki Khushi Dekhne Wali Thi 🥰 Aaj Ghar Mein Kya Aya? | Fruit Custard Recipe

Mera Pyaara Ghar Aur Main

0:00 / 0:00

Bachon Ki Khushi Dekhne Wali Thi 🥰 Aaj Ghar Mein Kya Aya? | Fruit Custard Recipe

23 просмотра · 2 нед. назад
Mera Pyaara Ghar Aur Main
16 подписчиков
23 просмотра · 2 нед. назад
Assalam-o-Alaikum Friends! 💕 Welcome back to my channel! Aaj ka din buhat hi khaas tha 🥰 MashaAllah aaj bachy buhat khush thy kyunki un ki pasand ki cheezy ayeen thi 🎁🧃🍫 Un ki khushi dekh kar dil khush ho gaya 😍 Or phir socha kyun na aaj kuch meetha ho jaye, to aaj maine banaya mazedar Fruit Custard 🍓🍌🍎🥝 Jo sab ko buhat pasand aya ❤️ Thanda thanda creamy custard, bachon ka favourite 😋 Video ko end tak zaroor dekhiye ga or bataiye ga aap ko kaisa laga 👇 Agar video pasand aye to Like 👍, Share ↗️ or Subscribe 🔔 karna mat bhooliye ga! Allah Hafiz! Milty hain next vlog me 😘