Перейти к содержимому

Army Base Se Secret Item Chori Ki Attempt🚨 (Mission Failed) GTA V | Bhaiya Gamerz

Bhaiya Gamerz

0:00 / 0:00

Army Base Se Secret Item Chori Ki Attempt🚨 (Mission Failed) GTA V | Bhaiya Gamerz

11 просмотров · 8 дн. назад
Bhaiya Gamerz
55 подписчиков
11 просмотров · 8 дн. назад
Yo guys, welcome back to Bhaiya Gamerz! Aaj ki video mein humne aik boht hi dangerous mission try kiya! 🪖🚨 Aaj main Army wala ban ke Army Military Camp mein ghus gaya kyun ke mujhe wahan se army ki aik boht hi khas cheez chori karni thi. Main ne poora military camp chhaan maara lekin wo khas cheez mujhe nahi mil saki! Aur is chakkar mein wahan ke guards aur military police ne mujhe range haathon pakad liya... aur mission ho gaya FAILED! 😱💥 Dekhein is video mein ke military base ke andar kya kya hungama hua aur main wahan se kaise bach ke nikalne ki koshish ki! Video pasand aaye toh LIKE, SHARE, aur Bhaiya Gamerz ko SUBSCRIBE karna mat bhoolna taake aapko aisi hi exciting GTA 5 gameplay videos milti rahein! #BhaiyaGamerz #MissionFailed #GTA5MilitaryBase #GTA5 #GTA5Gameplay #GTAV #GTA5Heist #GTA5Urdu #Gaming #UrduGaming