Garba नहीं तो Dinner ही सही 😂❤️ | Navratri Night Vlog
Tanya Kesharwani
0:00 / 0:00
Garba नहीं तो Dinner ही सही 😂❤️ | Navratri Night Vlog
55 просмотров · 8 дн. назад
Tanya Kesharwani
82 подписчика
55 просмотров · 8 дн. назад
Hello everyone! ❤️ Welcome back to my channel Style With Taani.
Aaj ke vlog mein koi special plan nahi tha, but socha kyun na aap sabke saath apni daily life ka ek chhota sa moment share kiya jaaye! 🥰
Abhi raat ke 10:30 baj rahe the aur hum the apni shop par. Bahar Navratri ka mahaul, garba ki awaazein aur itna shor-sharaba tha ki lag hi nahi raha tha ki raat ho chuki hai! ✨
Garba karne toh nahi ja paaye, lekin dinner karne ka plan ban gaya. 😍 Toh hum nikal pade kuch tasty aur chatpata khane!
#NightOutVlog #NavratriVlog #IndoreVlog #DailyLifeVlog #StyleWithTaani