Перейти к содержимому

Single Father Ki Morning Routine ❤️ | Bachon Ke Liye Sab Kuch 🥹💔

Safar e Inam

0:00 / 0:00

Single Father Ki Morning Routine ❤️ | Bachon Ke Liye Sab Kuch 🥹💔

408 просмотров · 9 дн. назад
Safar e Inam
639 подписчиков
408 просмотров · 9 дн. назад
❤️ Assalam-o-Alaikum Everyone! ❤️ Aaj ke vlog mein dekhiye ek single father ki zindagi ki chhoti chhoti khushiyan. 🥹❤️ Subah apne bachon Muntaha aur Arham ke saath utha, bachon ne munh dhoya aur brush kiya, phir maine apne bachon ke liye nashta banaya. Uske baad hum teeno ne mil kar baith kar nashta kiya. ❤️ Meri zindagi ki sabse badi khushi mere dono bachay hain. Unki muskurahat hi meri taqat hai aur unki khushi hi mera sukoon. 💔❤️ Maa ke baghair bachon ki parwarish karna asaan nahi, lekin ek baap apne bachon ke liye har mushkil ka samna kar sakta hai. 🥹🤲 Meri koshish hai ke mere bachon ko kabhi kisi cheez ki kami mehsoos na ho aur woh hamesha khush rahen. 🙏 Agar aapko meri aur mere bachon ki zindagi pasand aaye to video ko LIKE karein, channel ko SUBSCRIBE karein aur hamare liye dua zaroor karein. ❤️ Allah har bachay ke naseeb achay kare aur har pareshan baap ki mushkil asaan farmaye. Ameen! 🤲❤️ #SingleFather #DailyRoutine #FatherAndKids