Перейти к содержимому

मेरी नानी की रेसिपी बिना लहसुन का टेस्टी मटन करी | No Garlic Mutton Curry Recipe

Ghar ka bhojan

0:00 / 0:00

मेरी नानी की रेसिपी बिना लहसुन का टेस्टी मटन करी | No Garlic Mutton Curry Recipe

250 просмотров · 10 дн. назад
Ghar ka bhojan
78 подписчиков
250 просмотров · 10 дн. назад
Bina Lahsun ka Chatpata Mutton Curry 🍛🔥 Aaj maine banaya hai bina lahsun ke bahut hi tasty aur juicy mutton curry, jo khane me itna swadisht hai ki aapko lahsun ki kami bilkul mehsoos nahi hogi! Ghar ke masalon se easy tarike se banaye. Samagri / Ingredients: Mutton - 1kg Pyaz - 1 kg Adrak - 1 tukda 50gm Haldi,sabut Laal Mirch, Jeera, Garam Masala Sarson Tel, Namak, Hari Mirch, Tej Patta,Aalo,Hara Dhaniya Recipe: Is video me maine step-by-step bataya hai ki bina lahsun ke bhi hotel jaisa mutton kaise banaye. Agar aapko ye recipe pasand aaye to LIKE, COMMENT aur SHARE karna na bhule! Channel ko SUBSCRIBE kar lijiye aisi hi tasty recipes ke liye. #NoGarlicMutton #MuttonCurry #BinaLahsunKaMutton #MuttonRecipe #NonVegRecipe #HomeBakerOfRanchi #JharkhandiFood #MuttonMasala #EasyMuttonRecipe Thanks for Watching