Перейти к содержимому

Tere pass main | New Song Ai | Love Emotional Song

Vibe On Music 94

0:00 / 0:00

Tere pass main | New Song Ai | Love Emotional Song

289 просмотров · 1 мес. назад
Vibe On Music 94
8 подписчиков
289 просмотров · 1 мес. назад
Tere pass main | New Song Ai | Love Emotional Song Song Lyrics Jaise Tu Hai Paas Mere Tere Paas Main Jaise Shaamon Ke Sawere Tere Paas Main Jaise Kaagaz Pe Koi Nazam Likhi Hai Saanson Mein Likkhi/Rehti Nazam Jaise Paani Paas Pyaase Tere Paas Main Jaise Dil Ke Hain Dilaase Tere Paas Main Jhooth Hain Ye Dooriyan Jhooth Faasla Hai Tujhe Roz Mil Raha Hun Main Baat Ho Khayal Mein Jaise Honthon Mein Ho Laali Tere Paas Main Jaise Kaanon Mein Ho Baali Tere Paas Main Jaise Tu Hai Paas Mere Tere Paas Main Jaise Shaamon Ke Sawere Tere Paas Main Apni Kahani Utni Rahegi Chaahe Badha Lo Chaahe Ghata Lo Kajal Nahin Main Gaalon Ka Til Hun Mit Ta Nahin Main Kitna Mita Lo Mera To Hatna Mushqil Bada Hai Tum Saamne Se Sheesha Hata Lo Jaise Aankhon Ke Ishaare Tere Paas Main Jaise Nadiya Ke Kinaare Tere Paas Main Jaise Neechi Nazar Mein Sharam Chhupi Hai Saanson Mein Rehti Nazam Jaise Tu Hai Paas Mere Tere Paas Main Jaise Shaamon Ke Sawere Tere Paas Main Lyrics © respective owner. AI-generated music & vocals. No ownership claimed. #lovesong #emotionalsong #hindisong #aisong