Mazar-e-Quaid Vlog 🇵🇰 | Karachi Ki Shaan |2026
Adil Adam World
0:00 / 0:00
Mazar-e-Quaid Vlog 🇵🇰 | Karachi Ki Shaan |2026
316 просмотров · 3 мес. назад
Adil Adam World
224 подписчика
316 просмотров · 3 мес. назад
Assalam-o-Alaikum!
Is vlog mein main aapko Mazar-e-Quaid Karachi ki sair karwata hoon, jo Pakistan ke baani Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah ka mazar hai. Humne is khoobsurat aur tareekhi maqam ko explore kiya aur uski shandaar architecture aur mahaul ka lutf uthaya.
Ye vlog khaas tor par 14 August (Jashn-e-Azadi) aur Pakistan se mohabbat karne walon ke liye hai. 🇵🇰
📍 Location: Mazar-e-Quaid, Karachi, Pakistan
Agar video pasand aaye to:
👍 Like karein
💬 Comment karein
🔔 Channel ko Subscribe karein aur Bell Icon ON karein.
Pakistan Zindabad 🇵🇰
#MazarEQuaid #14August #JashnEAzadi #Karachi #PakistanZindabad