Перейти к содержимому

WOH DIN KAHAN GAYE? | SARTHAK | Official Music Video

Sarthak Khandelwal

0:00 / 0:00

WOH DIN KAHAN GAYE? | SARTHAK | Official Music Video

82 просмотра · 2 нед. назад
Sarthak Khandelwal
3 подписчика
82 просмотра · 2 нед. назад
School khatam hua, dost bichhad gaye… college khatam hua, ek aur parivaar peeche reh gaya. Kabhi socha tha ki bade hokar duniya jeet lenge. Par bade hote-hote pata hi nahi chala ki kitne apne peeche chhoot gaye. School ki woh deewarein, last bench ki bakchodi, college ki late-night baatein, bina plan ki parties aur woh dost jo kabhi zindagi ka sabse zaroori hissa hua karte the. Phir graduation aayi, naukri mili, naya ghar aur naye log mile. Zindagi aage badhti gayi… par dil ka ek hissa unhi purane dino mein reh gaya. “Woh Din Kahan Gaye” is a song about growing up, drifting apart, and missing the people who made ordinary days unforgettable. No fights. No goodbyes. Bas waqt badal gaya, aur sab apni-apni zindagi mein aage nikal gaye. Agar tum bhi kabhi purani photos dekhkar muskuraaye ho, phir achanak udaas ho gaye ho, toh yeh gaana tumhare liye hai. ❤️ 🎧 Listen with headphones. Relive the memories.