Kedarnath Vlog 🔱 | To Kuch Aisi Rahi Meri Yatra ❤️
itsSnehabisht
0:00 / 0:00
Kedarnath Vlog 🔱 | To Kuch Aisi Rahi Meri Yatra ❤️
132 просмотра · 8 дн. назад
itsSnehabisht
259 подписчиков
132 просмотра · 8 дн. назад
Har Har Mahadev 🥹🔱❤️
Kabhi-kabhi kuch safar achanak hi ban jaate hain… aur zindagi bhar ki yaadein de jaate hain.
Is vlog mein hai meri Kedarnath Yatra ki poori kahani — doston ke saath sudden plan, bus late hona, agli bus chhoot jaana, raste mein bus kharab hona, Gaurikund mein night stay aur phir subah 4 baje Baba Kedar ke darshan ke liye yatra shuru karna.
Nange pair pahadon ka safar, badalta mausam, baarish, kohra, masti aur aakhir mein Baba Kedarnath ke darshan. ❤️
Meri is yatra mein mere saath chaliye aur vlog ko end tak zaroor dekhna.
Video pasand aaye toh Like, Comment, Share aur Subscribe zaroor karna. ❤️
Har Har Mahadev 🙏
#Kedarnath #KedarnathVlog #KedarnathYatra #HarHarMahadev #travelvlog