Shelter Home Ki Maon Ke Saath Ek Din ❤️ | Khushiyan Baantne Ki Choti Si Koshish | Fazeela Asad
Fazeela Asad
0:00 / 0:00
Shelter Home Ki Maon Ke Saath Ek Din ❤️ | Khushiyan Baantne Ki Choti Si Koshish | Fazeela Asad
118 просмотров · 9 дн. назад
Fazeela Asad
16 подписчиков
118 просмотров · 9 дн. назад
Assalam o Alaikum, my YouTube family! ❤️🌸
Aaj ke is special vlog mein main shelter home mein rehne wali maon ke saath ek yaadgar din guzarne gayi. 🥰
Is din humne milkar chai pi, khana share kiya, pyari pyari baatein ki aur flowers aur chhote gifts ke zariye khushiyan baantne ki koshish ki. ❤️
Mera maqsad sirf itna hai ke hum apni zindagi mein doosron ke liye bhi waqt nikalein, unki izzat karein aur apni haisiyat ke mutabiq mohabbat aur madad baantein. Kyun ke kabhi kabhi ek chhoti si khushi bhi kisi ke din ko khoobsurat bana sakti hai. 🌷
Agar aapko mera vlog pasand aaye to video ko LIKE 👍, COMMENT 💬 aur CHANNEL ko SUBSCRIBE 🔔 zaroor karein.
Aapki mohabbat aur support mere liye bohat important hai. ❤️
Allah Pak sab ke gharon mein khushiyan, sukoon aur barkat ata farmaye. Ameen. ?
#FazeelaAsadVlog #ShelterHomeVlog #PakistaniSindhiVlog #SpreadLove #KindnessMatters #Humanity #HelpingOthers #KhushiyanBaantain #SocialWork #PositiveVibes #HeartTouchingVlog