Swati Bhai Se Mulaqat Oman Ki Sabzi Mandi Mein 🇵🇰🇴🇲 | Daily Life Vlog
Khurram In Oman
0:00 / 0:00
Swati Bhai Se Mulaqat Oman Ki Sabzi Mandi Mein 🇵🇰🇴🇲 | Daily Life Vlog
223 просмотра · 8 дн. назад
Khurram In Oman
67 подписчиков
223 просмотра · 8 дн. назад
Assalam-o-Alaikum dosto! ❤️
Aaj ke vlog mein aap dekhenge Oman ki daily life, office ki meeting, Bank Muscat ka chakkar aur Rusayl Vegetable Market ki sair. 🇴🇲
Is vlog mein Swati bhai se mulaqat aur guftagu bhi ki, sabziyon aur phalon ki mandi dekhi, aam aur coconut water ka maza liya aur apne doston ke saath kuch yaadgar moments share kiye.
Agar aapko Oman ki real life, markets, prices aur Pakistani community ki daily life dekhna pasand hai, to video ko Like karein, apni rai Comment mein batayein aur channel *Khurram in Oman* ko Subscribe zaroor karein. ❤️
Aap sab ki support mere liye bohat qeemti hai. Shukriya!
#OmanVlog #OmanLife #RusaylVegetableMarket #DailyLifeInOman #KhurramInOman