Har Udassi Ka Hal Madina Haye | Hafiz Muhammad Zeean | 2026
Hafiz Muhammad Zeean
0:00 / 0:00
Har Udassi Ka Hal Madina Haye | Hafiz Muhammad Zeean | 2026
276 просмотров · 1 месяц назад
Hafiz Muhammad Zeean
3,04 тыс. подписчиков
276 просмотров · 1 месяц назад
Heart Touching Kallam | Har Udassi Ka Hal Madina Haye | Hafiz Muhammad Zeean | 2026
Nematain Bebadal Madina Hai
Har Udaasi Ka Hal Madina Hai
Zabt-E-Jazbat Lazmi Hai Yahan
Ae Mere Dil Sambhal Madina Hai
Un Ki Aamad Ka Faiz Hai Makkah
Un Ki Hijrat Ka Phal Madina Hai
Ahl-E-Makkah Ne Jo Kiya So Kiya
Un Ka Rad-E-Amal Madina Hai
Arziyan Daal Par Nigahon Se
Apni Aadat Badal Madina Hai
Gird-E-Rah Jhaarne Ki Sochta Hai
Is Ko Chehre Pe Mal Madina Hai
Go Ke Har Shehar Hai Madina Magar
Shehar-E-Sarkar Al-Madina Hai
Dost Yeh Ehtemaam-E-Aqs Kashi
Khud Se Bahar Nikal Madina Hai
Khatam Ho Jayenge Sabhi Aamal
La Na Mathe Pe Bul Madina Hai
#madina #madinasharif #madinanaat #madinahalmunawwarah #yarasullallah #naat #naat2026 #hafizmuhammadzeean #hafiztahirqadri #studio #studionaat #kallam #islamic #islamicvideo #islamicstatus #islam
Title : Har Udassi Ka Hal Madina Haye
Reciter : Hafiz Muhammad Zeean
Audio :
D.O.P : FAYAZ SHERLIYAT
Video : Af3 Record
Label : HMZ PRODUCTION
------------------------------------------------
This is the official YouTube Channel of Hafiz Muhammad Zeean, subscribe to us for more new videos.
------------------------------------------------
Official Facebook Page : / 1dnqt3nucq
Official TikTok Account : tiktok.com/@hafizmuhammadzeean
Official Instagram Account : https://www.instagram.com/hafizmuhamm...
Official WhatsApp Channel :
https://whatsapp.com/channel/0029VbAa...