आज 1 कप सूजी से बनाई दादी की रेसिपी | suji manda pitha
Plates With Me
0:00 / 0:00
आज 1 कप सूजी से बनाई दादी की रेसिपी | suji manda pitha
23 просмотра · 1 месяц назад
Plates With Me
211 подписчиков
23 просмотра · 1 месяц назад
Kya aapko meetha khana pasand hai lekin ghee ya tel ki wajah se nahi kha paate? Chaliye Aaj banate he odisha ki famous manda pitha sirf 2 Boond ghee se ! 🥥✨
Ye recipe me hum maida bilkul use nahi karte hein isko hum suji banayenge or sirf do boond ghee se banayenge. Ye pitha me hum bhuna huya nariyal ki rasile stuffing denge jo iska taste ko bahut hi badha deta he . Bahut tips and tricks ke sath banayege taking aap agar beginners hein aap ki dough me kabhi gutli(lumps) nahi padegi.
Is video mein aap dekhenge:
✅ Nariyal ki raseeli stuffing banane ka sahi tareeka.
✅ Bina lumps ke perfect suji dough kaise taiyar karein.
✅ Sirf 2 boond ghee mein pitha ko kaise roast karein without non stick.
Chaahe Laxmi Puja ho, Dussehra ho ya kisi ka birthday, ye Manda Pitha sabka dil jeet lega. Jo log diet par hain ya kam ghee khana chahte hain, unke liye ye best recipe hai!
Agar aapko ye recipe acchi lagi toh video ko LIKE ,SHARE karein. Aur aise hi healthy aur tasty recipes ke liye mere channel Plates With Me ko SUBSCRIBE karna na bhoolein! 😊
#MandaPitha #SujiManda #HealthySweets #NoMaidaRecipe #LessOilCooking #PlatesWithMe #IndianSweets #Odiarecipe #HealthyBreakfast