Safari Park Lahore Complete Tour | Lahore Ki Anokhi Park Zoo
Gul-A-Bajwa Vlogs🦅
0:00 / 0:00
Safari Park Lahore Complete Tour | Lahore Ki Anokhi Park Zoo
624 просмотра · 6 дн. назад
Gul-A-Bajwa Vlogs🦅
171 подписчик
624 просмотра · 6 дн. назад
Lahore ki anokhi park jahan janwar khuly ghoomte hain! 🦁🦈🦩
safari park lahore, lahore safari zoo, safari ride lahore, lahore mein ghoomne ki jagah, “lahore ki anokhi park”, “janwar khuly ghoomte hain”
Assalam o Alaikum!
Is vlog mein main aap ko Lahore ke Safari Park ki poori sair karwata hoon. Yahan safari ride mein hiran, ibex aur dusre janwar bilkul qareeb se dekhne ko milte hain. Sher ko itne qareeb se dekha ke dil ruk sa gaya, aur zoo mein shark dekh kar to hairani ki had na rahi!
📍 Is video mein kya dekhein ge:
Safari Park Lahore ka entrance aur pehli jhalak
Safari ride aur khuly ghoomte janwar
Sher (Lion) ko qareeb se dekhna
Hiran, blackbuck aur ibex ke jhund
Flamingos ka khoobsurat nazara
Shark aquarium: zoo mein shark?!
👍 Video pasand aaye to Like karein, Share karein aur channel ko Subscribe karna na bhoolein. Bell icon dabayein taake agla vlog miss na ho.
💬 Aap Lahore ke kis zoo ya park mein gaye hain? Comments mein bataiye!
#SafariParkLahore #LahoreZoo #zoovlog #Lahore #Safari #WildLife #LahoreVlog #PakistanTravel #FamilyOutings #ZooLahore #lionvideo