Ahoi Ashtami Vlog 🪔 | Ghar Mein Kya Bana? 😍 Diwali Suit & School Ki Baatein
ShrutiNav_Vlogs
0:00 / 0:00
Ahoi Ashtami Vlog 🪔 | Ghar Mein Kya Bana? 😍 Diwali Suit & School Ki Baatein
87 просмотров · 6 дн. назад
ShrutiNav_Vlogs
117 подписчиков
87 просмотров · 6 дн. назад
Hey guys! ❤️ Welcome back to Shruti Love Vlogs.
Aaj ke vlog mein hai Ahoi Ashtami ki special vibes, mere ghar ki chhoti-chhoti jhalak, ghar mein kya bana aur maine kya khaya! 😋
Saath hi maine aapko apna Diwali wala suit bhi dikhaya jo main Diwali ke liye silwane wali hoon. ✨
Is vlog mein school ki kuch baatein, Diwali ke plans aur bahut saari chhoti-chhoti fun moments bhi share kiye hain.
Toh vlog ko end tak zaroor dekhna aur comment karke batana ki aapki Diwali ki kya-kya preparations chal rahi hain. 🪔
Agar aapko mera vlog pasand aaye toh video ko LIKE karein, SHARE karein aur channel ko SUBSCRIBE karna mat bhoolna.
Thank you so much for watching! ❤️
#AhoiAshtami #DailyVlog #DiwaliVlog #ShrutiLoveVlogs #IndianVlogger #FamilyVlog #DiwaliPreparations #LifestyleVlog