Перейти к содержимому

garba koro kajliyou

Kamlesh Lakshkar

0:00 / 0:00

garba koro kajliyou

32 897 просмотров · 14 лет назад
Kamlesh Lakshkar
309 подписчиков
32 897 просмотров · 14 лет назад
Madhy pradesh ke malwa ka shetra jaha par har sthanou ki tarah maa ki aaradhna ki jati hain. . navratri main garbou ka vishesh prastutiya di jati hain or harshoullas ke sath pooja archana kar garbou ki prastuti di jati hain. prati din samapti par aakhri main maa ka kajliya hota hain. malwa main kajliya ka vishesh mahatv hain . or manyta hain ki kajliya kiye bager prati din ke garbe samapt nahi hote ......... is geet main Mandsaur or neemuch jile ke prashidh mandir ka bhi jikra hain. ek bhadwamata hain . yaha Lakme (perelises ) jesi bimariyou ka ilag maa karti hain . matr mandir main aane or ek din rahne se hi asar dikhaee dene lagta hain. or vah vyakti jiske angou ne kaam karna choud diya hain wah vapas kaam karne lagte hain bhadwa mata ke mandir main kai marij apne ko pori tarah se thik hone ka intjaar karte hain ye un ki mata ke prati shrdha hain. sath sath davaee ka sevan bhi jaruri hain...... KAMLESH LAKSHKAR