Перейти к содержимому

Jai Maa Shailaputri 🙏 Navratri Day 1 Darshan mere ghar ke mandir se.

Shital sagar vlog

0:00 / 0:00

Jai Maa Shailaputri 🙏 Navratri Day 1 Darshan mere ghar ke mandir se.

98 просмотров · 2 нед. назад
Shital sagar vlog
187 подписчиков
98 просмотров · 2 нед. назад
🙏 JAI MAA SHAILAPUTRI | Navratri Day 1 Darshan from My Home Temple 🙏 Namaste dosto! Aaj Shardiya Navratri ka pehla din hai aur aaj Maa Shailaputri ki puja ki jaati hai. Ye darshan mere ghar ke mandir se hai jahan maine Maa ka shringar genda ke phoolon se kiya hai. Maa Shailaputri Parvat Raj Himalaya ki putri hain aur Navratri ke pehle din inki puja se jeevan me safalta aur khushi aati hai. Aapko meri ye choti si sajawat kaisi lagi? Comment me zarur batayein. 🔔 Agar video pasand aaye to LIKE, SHARE aur SUBSCRIBE karna na bhulein. JAI MATA DI! #Navratri #NavratriDay1 #MaaShailputri #ShardiyaNavratri #GharKaMandir #matarani