Перейти к содержимому

How to use ZER in Urdu | Urdu Vowels (इ की मात्रा) | Learn Urdu Easily | Urdu mein Zer (ज़ेर) ||

SAFINA USTAANI и MASHKE URDU

0:00 / 0:00

How to use ZER in Urdu | Urdu Vowels (इ की मात्रा) | Learn Urdu Easily | Urdu mein Zer (ज़ेर) ||

925 просмотров · 2 нед. назад
SAFINA USTAANI и MASHKE URDU
925 просмотров · 2 нед. назад
Hello everyone! Aaj ki is video mein hum Urdu grammar ka ek bahut zaroori topic seekhenge: Zer (ज़ेर) ka istemal. Jaise Hindi mein 'इ' ki matra hoti hai, waise hi Urdu mein kisi bhi akshar (अक्षर) ke neeche Zer lagakar uski aawaz badli jati hai. Is video mein humne bohot aasan udaharno ke sath ise samjhaya hai, jaise: 👉 Is (इस) 👉 In (इन) 👉 Din (दिन) 👉 Bil (बिल) 👉 Dikh (दिख) Agar aap shuruwat se Urdu padhna aur likhna seekhna chahte hain, toh yeh video aapke liye bahut helpful hogi. 📌 Topics Covered in this Video: Urdu mein Zer kya hota hai? Zer (ज़ेर) ko aksharon par kaise lagate hain? Hindi 'इ' ki matra vs. Urdu Zer. Zer wale aasan shabd aur unka ucharan. Video pasand aaye toh Like karein, apne doston ke sath Share karein, aur channel ko Subscribe karna na bhoolein! #LearnUrdu #UrduInHindi #UrduClasses #UrduGrammar #Zer