Перейти к содержимому

Ajnabi (Official Music Video) || Sidda ||Azadmusic || Rapzada || Prod by Sidda ||LBrecords

LB Lyrical Busters ® и ValleyWood Records

0:00 / 0:00

Ajnabi (Official Music Video) || Sidda ||Azadmusic || Rapzada || Prod by Sidda ||LBrecords

13 841 просмотр · 1 г. назад
LB Lyrical Busters ® и ValleyWood Records
13 841 просмотр · 1 г. назад
LB Records presents "Ajnabi" . A pahadi and hindi fusion track for all the one sided lovers who are in love with someone who acts as a stranger to them . Track - Ajnabi Artist - Sidda, Azadmusic, Rapzada Mix & Master- Sidda [ LYRICS ] Sidda - Milke bhi ajnabee ajnabee rehte ho tum milke bhi ajnabee ajnabee rehte ho tum mujhse kehti hai teri aankhe abhi bhi mujhe chahte ho tum kyu ye dil mera meri maane na gaaye tere dil ki dhunn Ajnabee ajnabee Hum yahi tum nahi Aey haseen dilnashee Kuch baate aankho se kehti ho Azadmusic - Ajnabee ankhyo ma teri mei tey meru sab dikhi ankahee baaton ma teri mei tey teri dhunn lagii junyali raato ma tu aey surmyala khwab tu dikhey lathyali aulu tera gaun mei tey baatu tu btaey yu baata ghaato ki ni baat deli gar jeewan bhar tu meru saath ajnabee baate hai ajnabee aap aankho m aankhe ni karta hai baat toh fir ajnabee kyu hai sab aaj ajnabee sa ho rha hai ehsaash deli gar tu meru jeewan bhar saath byoli bnali tu rauli mera saath ! Rapzada - Ajnabi teri aankhi ch blaani mi tey Tu kiley yna khwaab ch dikhyani mi tey Tu ta suwa sachi bni ja bhgyaani meri Rai baar tu apdi bhejyaali mi tey Dekhu aasmaa m taare ye gawaahi de mere chaand p toh daag na dikhayi de teri galti p ladd bethe tujhse toh mera dil teri taraf se safayi de Kholi aankh dikha saath mere koi nahi dekhu khwab ki vo yaado m soyi nahi likhi baatein kayi dard chupoye kayi mere jakhmo p vo nain bhigoye nahi Aankhe bole kamm chup rahe labb mujhse hai sawaal ki ye rooh mili kab tujhse badsaluki kare mera jehen ab mujhse shakk hota mujhe shayad seekha ye adab tujhse Durr ho tum teri yaadein hai kareeb tutti lakeero se bnaa hai naseeb na pasand hum gair hai ajeej seekhi aapne ye kaha tehjeeb Ki shuru tujhse aur tujhpe khtm marham kya h doge tum toh dete ho jakham ek kasak si reh gyi is seene me nazre uthaaye ghume kese besharamm ! Sidda (chorus) Milke bhi ajnabee ajnabee rehte ho tum milke bhi ajnabee ajnabee rehte ho tum mujhse kehti hai teri aankhe abhi bhi mujhe chahte ho tum kyu ye dil mera meri maane na gaaye tere dil ki dhunn Ajnabee ajnabee Hum yahi tum nahi Aey haseen dilnashee Kuch baate aankho se kehti ho !!! ------------------------------------------------------------------------------------------------------------ Ignore the tags please - #rapsongs #disssongs #lovesong #lblyricalbusters #garhwali #garhwalisong #pahadi #kumaoni #jaunpur #jaunsari #himachal #rapzada #sidda #azadmusic #trending #viral #2024 #2025 #karanaujla #sidhumoosewala #divine #mcstan #emiwaybantai #ikka #hustle #raftaar #honeysingh #badshah #dhh #diss #yoyo #dehradun #ytshorts #uttrakhand #garhwal #punjab #delhi #mumbai #pakistan #bangladesh #nepal #bangalore #pune #hiphop #typebeats