Finally DDU Pahuch gaye 😍 Danapur to DDU 4 Ghante Me | Dono Beto Ke Sath Train Journey |
simply living life with Rimjhim
0:00 / 0:00
Finally DDU Pahuch gaye 😍 Danapur to DDU 4 Ghante Me | Dono Beto Ke Sath Train Journey |
65 просмотров · 2 нед. назад
simply living life with Rimjhim
253 подписчика
65 просмотров · 2 нед. назад
Namaste Dosto 🙏 Simply Living Life With Rimjhim Me Aapka Swagat Hai!
Aaj hum apne dono beto ke saath Danapur Se DDU (Pt Deen Dayal Upadhyaya Junction) tak ka safar kar rahe hain. Ye humara 4 ghante ka train safar tha jo bahut hi yaadgaar raha.
Dono bahut khush the.
Is Vlog Me Aap Dekhoge 👇
00:00 - Danapur Station Se Train Start
00:52 - Train Ki Khidki Se Bihar Ka Hara-Bhara Nazara
02:15 - Railway Fatak Par Logo Ki Bheed
04:30 - Son Nadi Ka Bada Pul (Sone River Bridge)
06:10 - B-1 Coach Me Mere Dono Bete Masti Karte Hue
08:45 - DDU Junction Aane Wala Hai Announcement
09:30 - FINALLY DDU Junction Pahuch Gaye
10:15 - DDU Ka Bada Foot Over Bridge
11:20 - Platform 2/3 Par Utar Kar Bahar Nikle
Danapur se DDU ke beech ka safar Son Nadi paar karke bahut sundar hai. Train ki khidki se Bihar ke khet, hariyali, aur railway fatak ka nazara dekh kar mann khush ho gaya. DDU Junction itna bada hai ki mere dono bete dekh kar hairan ho gaye. Foot over bridge se neeche dekho to kitni saari maal gadiyan aur passenger trains khadi hain.
Ek Maa ke liye apne 2 beto ke saath yatra karna aasaan nahi hai, lekin jab bachche khush ho to saari thakan door ho jaati hai. Chhota beta thak gaya tha lekin bada beta uska pura khayal rakh raha tha.
Aap Log Bhi Kabhi Danapur Se DDU Gaye Ho? Comment Me Jarur Batana!
Agar Video Achhi Lagi Ho To Please 🙏
👍 LIKE Karna
💬 COMMENT Karna
🔗 SHARE Karna
🔔 SUBSCRIBE Karna - Ek Maa Ka Jeevan
Mera Dusra Vlog dekhe likhe link niche hai
#danapurtoddu #ddujunction #ptdeendayalupadhyayajunction #sonnadi #sonenadipul #trainjourney #indianrailways #familyvlog #donobetokesath #bihartrain #deendayalupadhyaya #ddu #danapur #ekmaakajeevan #trainvlog #bihar
Keywords: danapur to ddu train, ddu junction vlog, son nadi bridge, sone river bihar, deen dayal upadhyaya junction, danapur to ddu family vlog, 2 beto ke saath yatra, train ki khidki se bihar, railway fatak video
Thanks For Watching!
Simply living life with rimjhim